Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Awaara

From the movie 7 Khoon Maaf the song Awaara is sung by Master Saleem. Enjoy the Hindi lyrics of Awaara while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Movie

All Songs From The Movie

Singers

(Awaara Awaara) 5
Hawa Pe Rakhe Sukhe Patte, Awaara 2
Paon Zamin Pe Lagte Hi Udh Lete Hain Dobara
Awaara Awaara Awaara

Na Shaakh Jude, Na Jadh Pakde 2
Mausam Mausam Banjara Awaara Awaara Awaara 2

Jhonka Jhonka Yeh Hawa Hoo Jhonka Jhonka Yeh Hawa
Roz Udaye Re Jaki Daar Gayi Woh Toh Bit Gaya
Jaaki Maati Gayi Waka Meet Gaya Koi Na Bulaye Re
Rut Rang Liye Aayi Bhi Gayi Muthiyan Na Khuli Berang Rahi
Sookha Patta Banjara (Awaara Awaara Awaara) 2

Haule Haule Yeh Hawa 2 Khel Khilaaye Re
Khole Dhup Kabhi Ghole Chhaon Kabhi
Kabhi Pankh Bane Bane Paon Kabhi
Dhul Deekhaaye Re
Koi Thaa Na Mili Na Hawa Na Zamin
Na Umid Ugi Na Dilasa Kahin
Udta Jaaye Bechara Awaara Awaara Awaara ..

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Awaara

Get Your Free Hindi Lyrics Update