Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Aa Ke Bharlo Bazuon Main

From the movie Lucky the song Aa Ke Bharlo Bazuon Main is sung by Udit Narayan, Anuradha Paudwal. Enjoy the Hindi lyrics of Aa Ke Bharlo Bazuon Main while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Aa Ke Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Kya Mohabbat Hai
Kya Nazaara Hai
Kal Talak Ye Dil Tha Mera
Ab Tumhara Hai

Kya Tamanna Hai
Kya Ishara Hai
Hamne To Pal Pal Tadap Ke
Pal Guzaara Hai
Ho Hamne To Pal Pal Tadap Ke
Pal Guzaara Hai

Dekho Dekho Na
Ab Karo Na Mujhpe Yu Sitam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Kya Ladakpan Hai
Kya Jawaani Hai
Ab Tumhare Naam Saari Zindagani Hai

Kya Haqeeqat Hai
Kya Kahaani Hai
Saamne Mere, Mere Sapno Ki Rani Hai
Hoo Saamne Mere, Mere Sapno Ki Rani Hai

Ab Saha Na
Ab Saha Na Jaaye Mujhse
Doori Ka Ye Gham
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Hoo Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Aa Ki Bharloo Bazuon Mein
Tumko Hai Kasam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam
Jaan Meri Jaa Rahi Sanam

Submitted By: Sanjay

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Aa Ke Bharlo Bazuon Main

Get Your Free Hindi Lyrics Update