Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Aaisa Kaise Hoga

From the movie Aar Paar the song Aaisa Kaise Hoga is sung by Geeta, Rafi. Enjoy the Hindi lyrics of Aaisa Kaise Hoga while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Gee: Are Na Na Na Na Na Na Toba Toba
Yes Tauba And Not Tauba
Main Na Pyaar Karungi
Main Na Pyaar Karungi Kabhi Kisise
Toba Re Balam Toba Toba

Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aaisa Kaisa Hoga
Toba Kaayko Karta
Toba Kaayko Karata Pyaar Se Darta
Aisa Re Sanam Kaisa Hoga

Ra: (Dard E Jigar Se Main Weak Hu Bahut, Karo Aaisa Na Julam
Are Ho Jaayenga Failabhi Heart Hamara Tere Sarr Ki Kasam!) 2
Gee: (Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi Chhi, Karo Na Aaisi Baat
Dekho Dekho Dekho, Chhodo Ji Mera Haath) 2
Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aaisa Kaisa Hoga ...

Ra: (Tu Jo Kahe Dharti Mein Kuan Khod Daalu, Du Ye Duniya Ujaad
Tu Jo Kahe Chadh Jaau Lambe Lambe Ped, Unche Unche Yeh Pahaad) 2
Gee: Rich Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap
Ra: Maara Baap!
Gee: Thoko Nahi Bandal, Raho Ji Chup Chup
Rich Ka Tu Ankal, Bandar Ka Tu Baap
Thoko Nahi Bandal, Raho Ji Chup Chup
Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aisa Kaisa Hoga ...

Sach Kaho Raat Ko Akele Mein Dhadakta To Hoga Tera Dil
Karta To Hoga Tera Man Karu Do Do Batiyaan Kisi Se Hilmil
Gee: Hu Main Koi Rogi, Ajab Teri Baat,
Soti Hu Maze Se Main Saari Saari Raat
Gee: Hu Main Koi Rogi, Ajab Teri Baat,
Soti Hu Maze Se Main Saari Saari Raat
Ra: Are Vaah Vaah Vaah Vaah Aisa Kaisa Hoga ...

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Aaisa Kaise Hoga

Get Your Free Hindi Lyrics Update