From the movie Aarti the song Aapne Yaad Dilaya is sung by Mohd Rafi, Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Aapne Yaad Dilaya while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Aapne Yaad Dilaaya To Mujhe Yaad Aaya
Aapne Yaad Dilaaya To Mujhe Yaad Aaya
Ke Mere Dil Pe Padha Tha Koyi Gham Ka Saaya
Aapne Yaad Dilaaya
Main Bhi Kya Cheez Hoon Khaaya Tha, Kabhi Teer Koyi
Dard Ab Jaa Ke Utha, Chot Lage Der Huyi
Tumko Hamdard Jo Paaya, To Mujhe Yaad Aaya
Ke Mere Dil Pe Padha Tha Koyi Gham Ka Saaya
Aapne Yaad Dilaaya
Main Zameen Par Hoon Na Samjha, Na Parakhna Chaha
Aasmaan Par Yeh Kadam, Jhoomke Rakhna Chaha
Aaj Jo Sar Ko Jhukaaya, To Mujhe Yaad Aaya
Ke Mere Dil Pe Padha Tha Koyi Gham Ka Saaya
Aapne Yaad Dilaaya
Maine Bhi Soch Liya, Saath Nibhaane Ke Liye
Door Tak Aaoungi Main, Tumko Manaane Ke Liye
Dil Ne Ehsaas Dilaaya, To Mujhe Yaad Aaya
Aapne Yaad Dilaaya, To Mujhe Yaad Aaya
Aapne Yaad Dilaaya To Mujhe Yaad Aaya