Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Aaye Yaad Teri Aaye

From the movie Ugly Aur Pagli the song Aaye Yaad Teri Aaye is sung by Mohit Chauhan. Enjoy the Hindi lyrics of Aaye Yaad Teri Aaye while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua
Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye
Aaye Yaad Teri Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Suna Suna Sa Hai Mausam Ojhal Si Shyam Hai
Tanhan Tanhan Sa Har Rastha Tanhan Makaam Hai
Gum Sum Gum Sum Si Lagthi Hai Aayi Hai Jo Hawa
Chupke Chupke Sab Se Chupke Rotha Hai Aasmaan
Bejaan Dhadkane Meri Aankhon Mein Hai Dua
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Kisne Socha Tha Aisa Bhi Aayega Ek Din
Khaali Khaali Honge Har Palchin Tere Bin
Bechaini Hai Bethaabi Hai Dil Hai Bhuja Bhuja
Maara Maara Dewaano Sa Phirtha Yahan Wahan
Saansein Ruki Ruki Meri Khamosh Hai Sadha
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Aaye Yaad Teri Aaye

Get Your Free Hindi Lyrics Update