From the movie Afasaana the song Abhi Toh Main Jawan Hoon is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Abhi Toh Main Jawan Hoon while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Khushiyon Ke Din Manaaye Ja, Dil Ke Taraane Gaaye Jaa
Tujh Ko Jawaani Ki Qasam ,Dil Ki Lagi Bujhaaye Ja
Duniyaa Meri Bassaye Ja, Aaja Piya Aaja Piya
Abhi To Mein Jawaan Hoonâ¦â¦... (3)
Abhi To Mein Jawaan Hoonâ¦â¦â¦â¦.. (3)
Zaheed Yun Hi Badnaam Hai
Gham Se Tujhe Kyaa Kaam Hai
Yeh Muskuraati Zindagi
Zindaa Dili Ka Naam Hai
Dil Dil Se Muskuraaye Ja
Kuchh Gaaye Ja, Bal Khaaye Ja
Abhi To Mein Jawaan Hoon â¦â¦â¦â¦â¦..(3)
Posted By: Lata Mangeshkar