Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan

From the movie Beqasoor the song Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan is sung by Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Movie

All Songs From The Movie

Singers

(Ankhiyaan Gulaabi Jaise
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Jaagi Huyi Aankhon Mein
Sharam Ki Hain Laaliyaan
Sharam Ki Hain Laaliyaan) 2

(Din Hain Jawaani Ke
Ulfat Ki Raatein) 2
(Taaron Ki Chhaanv Mein Hain
Pyaar Bhari Baatein) 2
Sulajhi Huyi Laton Mein
Ho Ho Ho
Sulajhi Huyi Laton Mein
Ulajh Gayin Baaliyaan

Ankhiyaan Gulaabi Jaise
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Jaagi Huyi Aankhon Mein
Sharam Ki Hain Laaliyaan
Sharam Ki Hain Laaliyaan

(Duniya Meri Aankhon Mein Hai
Tere Kayaal Ki) 2
(Bhari Huyi Phuulon Se Hai
Jholi Sawaal Ki) 2
Khili Hain Bahaaron Mein
Ho Ho Ho
Khili Hain Bahaaron Mein
Phuulon Ki Daaliyaan

Ankhiyaan Gulaabi Jaise
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Ljaagi Huyi Aankhon Mein
Sharam Ki Hain Laaliyaan
Sharam Ki Hain Laaliyaan

(Aadhi Aadhi Raat Koyi
Kaahe Jagaaye Re) 2
Naazuk Kalaayi Mori
Bal Kha Na Jaaye Re
Aadhi Aadhi Raat Koyi
Kaahe Jagaaye Re
Sun Sun Kush Huye
Ho Ho Ho
Sun Sun Kush Huye
Mithi Mithi Gaaliyaan

Ankhiyaan Gulaabi Jaise
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Mad Ki Hain Pyaaliyaan
Jaagi Huyi Aankhon Mein
Sharam Ki Hain Laaliyaan
Sharam Ki Hain Laaliyaan

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Ankhiyaan Gulaabi Jaise Mad Ki Hain Pyaaliyaan

Get Your Free Hindi Lyrics Update