Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Apni Yaadon Ko

From the movie Pyaar Ishq Aur Mohabbat the song Apni Yaadon Ko is sung by Shaan. Enjoy the Hindi lyrics of Apni Yaadon Ko while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Male
Hmm, Apni Yaadon Ko Chhod Na Jaana
Apne Vaadon Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana, Deewana
Aashiq Pehla Puraana
Apni Yaadon Ko Chhod Na Jaana
Apne Vaadon Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana, Deewana
Aashiq Pehla Puraana

Jaise Tune Toda Mera Dil, Tera Dil Tootega 2
Tere Haathon Se Bhi Kisi Ka Daaman Chhootega
Yaad Rakhna, O Bekadar, Bekhabar Bewafa
Mm Hmm Hmm Hmm
Hmm, Saari Rasmon Ko Chhod Na Jaana
Apni Kasmon Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana, Deewana
Aashiq Pehla Puraana

Hmm, Mere Baad Ab Kisko Barbaad Karegi
Mere Baad Ab Kisko Barbaad Karegi
Meri Tarah Tu Bhi Ek Din Faryaad Karegi
Yaad Rakhna, O Beadab, Besamajh Beimaan
Mm Hmm Hmm Hmm
Haan, Aise Apnon Ko Chhod Na Jaana
Mere Sapnon Ko Tod Na Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana, Deewana
Aashiq Pehla Puraana
Apni Yaadon Ko Chhod Na Jaana
Apne Vaadon Ko Tod No Jaana
Jaana Main Hoon Tera Deewana, Deewana
Aashiq Pehla Puraana

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Apni Yaadon Ko

Get Your Free Hindi Lyrics Update