Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aaja

From the movie Laila Majnu (1953) the song Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aaja is sung by Aasha, Talat. Enjoy the Hindi lyrics of Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aaja while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Talat: Aa Jaa, Aa Jaa
(Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aa Jaa) 2
Tere Muntazir Hain Sitaare Tu Aa Jaa
Bahaaron Ki Duniya

Talat: Sadaa Khush Rahe Tu, Bhula Dene Vaale
Dua De Rahe Hain, Dua Dene Vaale
Dua Dene Vaale
Meri Zindagi Ke Sahaare Tu Aa Jaa
Bahaaron Ki Duniya

Aasha: Asire E Qafas Hun, Zabaan Par Hai Naale
Zabaan Par Hain Naale
Hamaari Muhabbat Khuda Ke Havaale
Khuda Ke Havaale
Kare Dur Se Dil Ishaare Tu Aa Jaa

Talat: Khayaalon Ke Daaman Men Gham Aa Gaya Hai
Gham Aa Gaya Hai
Chali Aa Ke Aankhon Men Dam Aa Gaya Hai
Dam Aa Gaya Hai
Pareshaan Hain Tujh Bin Nazaare Tu Aa Jaa
Bahaaron Ki Duniya

Aasha: Terii Yaad Shaam O Sehar Jaagati Hai
Sehar Jaagati Hai
Naseeba Hai Soya, Nazar Jaagati Hai
Nazar Jaagati Hai
Khushi Banake Dil Men Hamaare Tu Aa Jaa
Dil E Muntazir Men Hain, Sitaare Tu Aa Jaa
Talat: Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aa Jaa
Bahaaron Ki Duniya

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Bahaaron Ki Duniya Pukaare Tu Aaja

Get Your Free Hindi Lyrics Update