From the movie Jail the song Bareli Ke Bajaar Mein is sung by Sonu Kakkar. Enjoy the Hindi lyrics of Bareli Ke Bajaar Mein while listening to the song on your favorite YouTube video below.
(Umariya Naram Thi, Tajurbe Mein Kam Thi) 2
Najariya Balam Ki Bhi Mujhpe Karam Thi
Mere Sang Yeh Hoga Nahi Jaanati Thi
Na Jaane Kahaan Se Fasi Main Toh Pyaar Mein
(Bareli Ke Bajaar Mein) 8
(Bareli Ke Bajaar Mein) 4
(Bareli Bareli Bareli Ke Bajaar Mein) 2
(Bareli Ke Bajaar Mein) 2
(Yeh Balama Kasam Se Bada Jurm Dhaaye
Yeh Aise Sataaye Na Kar Paau Haay) 2
Naye Paitaron Se Kartab Dikhaaye
Karu Kya Main Isaka Samajh Mein Na Aaye
Na Jaane Kahaan Se Fasi Main Toh Yaaron
(Bareli Ke Bajaar Mein) 8
(Bina Baadalon Ke Barasta Hi Jaaye
Na Yeh Pir Samajhe Taras Bhi Na Khaaye) 2
Kabhi Phuljhadi Sa Yeh Mujhko Jalaaye
Kabhi Bamb Ke Jaisa Yeh Khud Phoot Jaaye
Na Jaane Kahaan Se Fasi Main Toh Yaaron
(Bareli Ke Bajaar Mein) 6
Bareli Bareli Bareli Ke Bajaar Mein
(Bareli Ke Bajaar Mein) 2