Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Chaandi Raaton Mein

From the movie Anjaan the song Chaandi Raaton Mein is sung by Aumkar Gholap. Enjoy the Hindi lyrics of Chaandi Raaton Mein while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Chaandni Raaton Mein Yaad Teri Aati Hain
Kya Kahu Yaar Kitna Tadpati Hain
Chaandni Raaton Mein Yaad Teri Aati Hain
Kya Kahu Yaar Kitna Tadpati Hain
Dil Ko Behlaati Hain
Dil Ko Tarsaati Hain
Dil Ko Behlaati Hain
Dil Ko Tarsaati Hain
Jaan E Man Jaan E Jana Jaan Chali Jaati Hain
Chaandni Raaton Mein Yaad Teri Aati Hain
Kya Kahu Yaar Kitna Tadpati Hain

Kya Kashish Hain Aankhon Mein
Kya Adaa Hain Teri Baaton Mein
Kya Nasha Hain Tere Hothon Mein
Aa Bhi Jaana Aaisi Raaton Mein
Teri Palken Jhuke Toh Shaam Dhale
Teri Palken Uthe Toh Subaha Chalti Hain
Tu Jo Nahi Yahaan Toh Main Kya Kahu
Teri Har Ek Yaad Pe Jaan Chali Hain

Aye Chaand Teri Chaandani Kho Jaati Hain Jo Kahi
Uski Yaadon Mein Kya Teri Jaan Jaati Hai Ke Nahi
Waise Meri Jaan Hain Kahi Aur Main Tanha Hoon Yahi
Jaise Laakhon Taaren Tujhe Ghere Hue
Par Teri Jaan Toh Chaandani Mein Hain
Waise Kai Chehron Pe Nigaah Jaaye
Par Ek Chehre Pe Yeh Jaan Chali Jaati Hain
Chaandni Raaton Mein Yaad Teri Aati Hain
Kya Kahu Yaar Kitna Tadpati Hain
Chaandni Raaton Mein Yaad Teri Aati Hain
Kya Kahu Yaar Kitna Tadpati Hain
Dil Ko Behlaati Hain
Dil Ko Tarsaati Hain
Dil Ko Behlaati Hain
Dil Ko Tarsaati Hain
Jaan E Man Jaan E Jana Jaan Chali Jaati Hain
Chaandni Raaton Mein Yaad Teri Aati Hain
Kya Kahu Yaar Kitna Tadpati Hain

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Chaandi Raaton Mein

Get Your Free Hindi Lyrics Update