From the movie Chor Baazaar the song Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr E Rawaan Ka Kaarawaan is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Chalata Rahe Ye Kaaravaan Umr E Rawaan Ka Kaarawaan while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Chalata Rahe Ye Kaaravaan
(Umr E Ravaan Ka Kaaravaan) 2
Chalata Rahe Ye Kaaravaan
Umr E Ravaan Ka Kaaravaan
(Shaam Chale, Pehar Chale
Manzil Se Bekhabar Chale ) 2
Bas Yuun Hi Umr Bhar Chale
Ruk Na Sake Yahaan Vahaan
Chalata Rahe Ye Kaaravaan
Umr E Ravaan Ka Kaaravaan
(Phuule Phale Meri Kali
Gam Na Mile Tujhe Kabhi) 2
Guzare Khushi Mein Zindagi
Aae Na Mausam E Khizaan (?)
Chalata Rahe Ye Kaaravaan
Umr E Ravaan Ka Kaaravaan
(Duniya Ka Tu Habib Ho
Manzil Teri Qarib Ho) 2
Insaan (?) Tera Nasib Ho
Tujh Pe Khuda Ki Ho Amaan
Chalata Rahe Ye Kaaravaan
Umr E Ravaan Ka Kaaravaan