From the movie Bahut Din Huye the song Chanda Chamake Nil Gagan Mein is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Chanda Chamake Nil Gagan Mein while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Chanda Chamake Nil Gagan Mein
Chanda Chamake Gagan Mein
Pritam Chamake More Nainan Mein
Chanda Chamake
Sandhya Raani Jab Ghar Jaati
Chham Chham Karati Rajani Aati,
Ras Barasaati, More Aangan Mein
Chanda Chamake Gagan Mein
Chanda Rajani Ko Chamakaaye
Rajani Ke Man Chanda Bhaaye
Saajan Aaye Man Madhuban Mein
Chanda Chamake Gagan Mein