Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Chanda Se Hoga Vo Pyaara

From the movie Main Bhi Ladki Hoon the song Chanda Se Hoga Vo Pyaara is sung by Lata Mangeshkar, P B Srinivas. Enjoy the Hindi lyrics of Chanda Se Hoga Vo Pyaara while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Movie

All Songs From The Movie

  • Chanda Se Hoga Vo Pyaara

Singers

Chanda Se Hoga Vo Pyaaraa
Phuulon Se Hoga Vo Nyaara
Naachega Aangan Mein Chham Chham
Nanhaa Sa Munna Hamaara

(Chanda Se Hoga Vo Pyaaraa
Phuulon Se Hoga Vo Nyaara
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm)
(Naachega Aangan Mein Chham Chham
Nanhaa Sa Munna Hamaara
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm)

Aa Aa Aa Aa Aa Aa
Aa Haa Aa Haa Aa Haa
Khilati Ho Jaise Kali Si
Hogi Zabaan Totali Si
Khilati Ho Jaise Kali Si
Hogi Zabaan Totali Si
(Tutalaate Hue
Paapaa, O Maamaa, O Babaa
Pakalenge Ham Chaand Taala
(Chanda Se Hoga Vo Pyaaraa
Phuulon Se Hoga Vo Nyaara
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm)
(Naachega Aangan Mein Chham Chham
Nanhaa Sa Munna Hamaara
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm
Mm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm)

(Ab Tak Chhupa Hai Vo Aise
Sipi Mein Moti Ho Jaise) 2
Pariyon Ki Nagari Se Chalakar
Aata Hi Hoga Dulaara

Chanda Se Hoga Vo Pyaaraa
Phuulon Se Hoga Vo Nyaara
Naachega Aangan Mein Chham Chham
Nanha Sa Munna Hamaara
Mm Hm Hm Hm Hm

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Chanda Se Hoga Vo Pyaara

Get Your Free Hindi Lyrics Update