From the movie Kali Topi Lal Rumal the song Deewana Aadmi Ko is sung by Moh. Rafi. Enjoy the Hindi lyrics of Deewana Aadmi Ko while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Deewana Aadmi Ko Banaati Hain Rotiyaa 2
Khud Naachti Hain Sabko Nachaati Hain Rotiyaa 2
Deewana Aadmi Ko...
Budhaa Chalaaye Thele Ko Phaakon Se Jhul Ke 2
Bachhaa Uthaaye Bojh Khilaunon Ko Bhuul Ke 2
( Dekhaa Na Jaaye Jo ) 2
So Dikhaati Hain Rotiyaa 2
Deewana Aadmi Ko...
Baithi Hai Jo Chehare Pe Mal Ke Jigar Kaa Ku
Duniyaa Buraa Kahe Inhe Par Main To Ye Kahu 2
Kothe Pe Baith O Kothe Pe Baith Aankh Ladaati Hain Rotiyaa 2
Deewana Aadmi Ko...
Kehtaa Tha Ik Faqeer Ki Rakhna Zara Nazar
Roti Ko Aadmi Hi Nahi Khaate Bekhabar 2
(Aksar To Aadmi Ko ) 2 Khaatii Hain Rotiyaa 2
Deewana Aadmi Ko...
Tujhko Pate Ki Baat Bataau Main Jaan E Man
Kyu Chaand Par Pahunchane Ki Insaan Ko Hai Lagan 2
(Insaan Ko Chaand Mein ) 2
Nazar Aati Hain Rotiyaa 2
Deewana Aadmi Ko...