From the movie Deewane the song Deewane, Pyaar Ke is sung by Kumar Sanu, Udit Narayan, Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Deewane, Pyaar Ke while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Male 1
Kitni Mohabbat Kisko Kaun Yaha Karta Hai
Yeh Koi Bhi Naa Jaane
Male 2
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane
Female
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane
Male 1
Na Maane, Pyaar Ke Bin Dil Naa Maane
Male 2
Duniya Mein Kya Hain, Dhoka Hi Dhoka
Mujhko To Bas Hain Tujhpe Bharosa
Female
Zulfon Ke Saaye, Resham Si Baahen
Tere Liye Hain, Meri Vafaayen
Male 1
Shamma Hain Deewani, Voh Naa Kabhi Samjhegi
Kyoon Jhalte Hain Parwaane
Female
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane
Male 2
Na Maane, Pyaar Ke Bin Dil Naa Maane
Aaya Hain Mausam Dil Ki Lagi Ka
Aalam Naa Poocho Deewangi Ka
Female
Naa Hosh Hain Naa Mujhko Khabar Hain
Yeh Sab Teri Chaahat Ka Asar Hain
Male 1
Sard Hawaa Ke Jhoken Dekho Is Rut Mein Bhi
Mujhe Aaye Hain Jhalaane
Male 2
Deewane, Pyar Ke Hain Hum Deewane
Male 1
Na Maane, Pyaar Ke Bin Dil Naa Maane
Male 2
Kitni Mohabbat Kisko Kaun Yaha Karta Hain
Yeh Koi Bhi Naa Jaane
Female
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane
Male 1 + 2
Deewane, Pyaar Ke Hain Hum Deewane