From the movie Kisi Din Adnan Sami the song Dekho Jaaneman Jahaan Bhi Kahin Muskuraana is sung by Adnan Sami. Enjoy the Hindi lyrics of Dekho Jaaneman Jahaan Bhi Kahin Muskuraana while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Jaaneman...
(Dekho Jaaneman Jahaan Bhi Kahin Muskuraana
Dekho Jaaneman Hame Na Kahin Bhool Jaana) 2
Jaaneman...
(Aaj Ki Yaadein Kahin Bhool Na Jaana
Raato Rahein Ho Yahin Laut Ke Aana) 2
Rakhana Hamesha Yeh Aana Jaana
(Dekho Jaaneman Jahaan Bhi Kahin Muskuraana
Dekho Jaaneman Hame Na Kahin Bhool Jaana) 2
Jaaneman O Meri Jaaejaan....
Jaaneman...
(Raahon Mein Aisa Kaha Phool Khilega
Jaise Mile Ho Yahaan Kaun Milega) 2
Rakhana Hamesha Yeh Aana Jaana
(Dekho Jaaneman Jahaan Bhi Kahin Muskuraana
Dekho Jaaneman Hame Na Kahin Bhool Jaana) 2