From the movie Paagalpan the song Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya is sung by Shreenivas And Chitra. Enjoy the Hindi lyrics of Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Male
Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya
Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya
Baawafa Pyaar Bhi Bewafa Ho Gaya
Bewajaa Hai Mili Yeh Mujhko Sazaa
Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya
Baawafa Pyaar Bhi Bewafa Ho Gaya
Bikhre Mere Armaan Hai
Seene Mein Tooti Hai Saansein
Zakhmi Hai Dil Halaat Se
Ashkon Se Bheegi Hai Aankhein
Soone Mere Din, Bechain Hai Meri Raatein
Female
Bewafa, Bewafa, Main Nahin Bewafa
Yeh Haqeeqat Hai Kya, Jaanta Hai Khuda
Kya Meri Bebasi, Na Tujhko Pataa
Bewafa, Bewafa, Main Nahin Bewafa
Yeh Haqeeqat Hai Kya, Jaanta Hai Khuda
Male
Aah, Aah, Aah, Aah Aah Aah Aah
Female
Tu Har Ghadi Yaadon Mein Hai
Kaise Tujhe Main Bhulaaoon
Kya Hai Meri Majbooriyaan
Kaise Tujhe Main Bataaoon
Jeena Mushkil, Tanha To Mar Bhi Na Paaoon
Male
Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya
Baawafa Pyaar Bhi Bewafa Ho Gaya
Bewajaa Hai Mili Yeh Mujhko Sazaa
Female
Bewafa, Bewafa, Main Nahin Bewafa
Male
Baawafa Pyaar Bhi Bewafa Ho Gaya
Female
Bewafa, Bewafa, Main Nahin Bewafa
Male
Dekhte Dekhte Kya Se Kya Ho Gaya