From the movie Sajda the song Dhuan Banake Fiza Mein is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Dhuan Banake Fiza Mein while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko (2)
Main Jal Raha Tha Kisi Ne Bujha Diya Mujhko
Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Khada Hoon Aaj Bhi Roti Ke Chaar Harq Liye (3)
Sawal Yeh Hai Kitaabon Ne Kya Diya Mujhko
Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Safed Sang Ki Chaadar Lapet Kar Mujh Par (2)
Fasil E Shaher Mein Kisne Saja Diya Mujhko
Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Main Ek Zarra Bulandi Ko Chhoone Nikla Tha (3)
Hawa Ne Thaam Se Zameen Par Gira Diya Mujhko
Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko
Main Jal Raha Tha Kisi Ne Bujha Diya Mujhko
Dhuan Banake Fiza Mein Uda Diya Mujhko