Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Dil Kya Kare

From the movie Dil Kya Kare the song Dil Kya Kare is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Dil Kya Kare while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Jaadu Sa Chhane Laga
Paagal Banaane Laga
Kuchh Yaad Aane Laga
Kuchh Bhool Jaane Laga
Kya Na Kare Kya Kare
Ye Dil Kya Kare
Kya Na Kare Kya Kare
Ye Dil Kya Kare

Deewana Paagal Sa Dil
Aankhon Ke Kaajal Sa Dil
Lehraate Aanchal Sa Dil
Zulfon Ke Baadal Sa Dil
Tarse Na Ye Barse Na Ye
Ye Dil Kya Kare
Ye Dil Kya Kare

Jaadu Sa Chhane Laga
Paagal Banaane Laga
Kuchh Yaad Aane Laga
Kuchh Bhool Jaane Laga
Kya Na Kare Kya Kare
Ye Dil Kya Kare
Kya Na Kare Kya Kare
Ye Dil Kya Kare

Tumse Chura Lein Tumhein
Sabse Chhupa Lein Tumhein
Jaan Se Laga Lein Tumhein
Apna Bana Lein Tumhein
Main Betaab Hoon Tu Bechein Hai
Ye Dil Kya Kare
Ye Dil Kya Kare

Jaadu Sa Chhane Laga
Paagal Banaane Laga
Kuchh Yaad Aane Laga
Kuchh Bhool Jaane Laga
Kya Na Kare Kya Kare
Ye Dil Kya Kare
Kya Na Kare Kya Kare
Ye Dil Kya Kare.

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Dil Kya Kare

Get Your Free Hindi Lyrics Update