From the movie Bal Ganesh the song Ganaa Ganaa Di Ganna is sung by Amaanat Ali, Aneek Dhar, Nirupama Dey, Shankar Mahadevan, Asha Bhosle, Junaid Sheikh, Mauli Dave, Sumedha Karmahe. Enjoy the Hindi lyrics of Ganaa Ganaa Di Ganna while listening to the song on your favorite YouTube video below.
(Tino Lok Mein Puja Jaaye 2, Jagad Bamb Ka Putra Kahaaye) 2
Krodh Lobh Sab Jag Se Mitaake, Shuddh Prem Ka Ras Barsaaye 2
Bhakta Karein Har Varsh Swaagatam
(Ganaa Ganaa Di Ganna Shevitam 3, Ganna Ganna) 2
Tino Lok Mein Puja Jaaye, Jagad Bamb Ka Putra Kahaaye
Krodh Lobh Sab Jag Se Mitaake, Shuddh Prem Ka Ras Barsaaye 2
Bhakta Karein Har Varsh Swaagatam, Swaagatam
(Ganaa Ganaa Di Ganna Shevitam 3, Ganna Ganna) 2
Ganna Ganna Ganna........ Ganapat Ganaa Ganna...Gan Gan Ganaa Ganaa
Phal Frut Aur Dudh Mithaayi Khaye Piye Bhakton Ki Chadhaayi 2
Sunake Bhajan Kirtan Hriday Ke Door Karein Kshan Mein Kathnaayi 2
Krodh Lobh Sab Jag Se Mitaake, Shuddh Prem Ka Ras Barsaaye
Bhakta Karein Har Varsh Swaagatam
(Ganaa Ganaa Di Ganna Shevitam 3, Ganna Ganna) 2
Aap Ho Sab Devo Mein Bholein, Aap Ki Jai Jai Har Koi Bolein 2
Pyaar Se Usake Ghar Tum Aao, Jo Baithe Darwaaja Kholein 2
Krodh Lobh Sab Jag Se Mitaake, Shuddh Prem Ka Ras Barsaaye
Bhakta Karein Har Varsh Swaagatam, Swaagatam
(Ganaa Ganaa Di Ganna Shevitam 3, Ganna Ganna) 2
Tino Lok Mein Puja Jaaye, Jagad Bamb Ka Putra Kahaaye 2
Krodh Lobh Sab Jag Se Mitaake, Shuddh Prem Ka Ras Barsaaye
Bhakta Karein Har Varsh Swaagatam, Swaagatam
(Ganaa Ganaa Di Ganna Shevitam 3, Ganna Ganna) 2
Ganna Ganna Ganna Ganna Ganna........