Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Haan Deewana Hoon Main

From the movie Saaranga the song Haan Deewana Hoon Main is sung by Mukesh. Enjoy the Hindi lyrics of Haan Deewana Hoon Main while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Haan Deewana Hoon Main 2
Gam Ka Maara Hua
Ik Begaana Hoon Main
Haan Deewana Hoon Main

Maangi Khushiyaan Magar Gam Mila Pyaar Mein
Dard Hi Bhar Diya Dil Ke Har Taar Mein
Aaj Koi Nahi Mera Sansaar Mein
Chhod Kar Chal Diye Mujhko Majhadhaar Mein
Haay Teer E Nazar Ka Nishana Hoon Main
Haan Deewana Hoon Main ...

Main Kisika Nahi Koi Mera Nahi
Is Jahaan Mein Kaheen Bhi Basera Nahi
Mere Dil Ka Kaheen Bhi Andhera Nahi
Mere Is Shaam Ka Hai Savera Nahi
Hay Bhula Hua Ik Fasana Hoon Main
Haan Deewana Hoon Main ...

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Haan Deewana Hoon Main

Get Your Free Hindi Lyrics Update