Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Haan Jab Tak Hai Jaan

From the movie Sholay the song Haan Jab Tak Hai Jaan is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Haan Jab Tak Hai Jaan while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Oh, Oh Oh Oh, Oh Oh Oh Oh
(Haan, Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan
Main Naachoongi) 4
(Pyaar Kabhi Bhi Marta Nahin
Maut Se Bhi Yeh Darrta Nahin) 2
Lut Jaayenge, Mit Jaayenge, Mar Jaayenge Hum
Zinda Rahegi Hamaari Daastaan
O Haan, Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan
Main Naachoongi
(Toot Jaaye Paayal To Kya
Paaon Ho Jaaye Ghaayal To Kya) 2
Dil Diya Hai Dil Liya Hai, Pyaar Kiya Hai To
Dena Padega Mohabbat Ka Imtehaan
O Haan Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan
Main Naachoongi 4
(Yeh Nazar Jhuk Sakti Nahin
Yeh Zubaan Ruk Sakti Nahin) 2
Main Kahoongi Gham Sahoongi Chup Rahoongi Kya
Bebas Hoon Lekin Nahin Main Bezubaan
O Haan Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan
Main Naachoongi
Haan Jab Tak Hai Jaan Jaane Jahan
Main Naachoongi 5

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Haan Jab Tak Hai Jaan

Get Your Free Hindi Lyrics Update