Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re

From the movie Shokhiyan the song Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re is sung by Suraiya, Lata Mangeshkar, Chorus. Enjoy the Hindi lyrics of Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re while listening to the song on your favorite YouTube video below.

O........
Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re 2
Aa Jaa Re, Aa Jaa Re,
Mose Rahaa Nahin Jaaye 2
Main Morani Mar Jaauungi

Aa.........
Taane De Mohe Saratiyaa ??
Mori Basi Hansi Udaaye
Chhod Ke Jo Jaaye Paradesi 2
Paachhe Laut Na Aaye 2
Aa Ke Dhir Bandhaa Jaa Re

Aa Jaa Re, Aa Jaa Re,
Mose Rahaa Nahin Jaaye 2
Main Morani Mar Jaauungi

Aa........
Ban Ban Bhatakuun Rain Diwas
Jiyaa Kis Bidh Chal Naahin Paaye
Nagari Jo Suuni Bhayi 2
Phir Nainaa Kyuun Bhar Aaye
Nainaa Kyuun Bhar Aaye
Nainon Ki Pyaas Bujhaa Jaa Re 2

Aa Jaa Re, Aa Jaa Re,
Mose Rahaa Nahin Jaaye 2
Main Morani Mar Jaauungi

Aa........
Umad Umad Kar Badaliyaan Baras Baras Tarasaayen
Saawan Ki Ye Sautane 2
Mohe Aathon Pahar Jalaayen
Aathon Pahar Jalaayen
Saawan Ko Samajhaa Jaa Re 2

Aa Jaa Re, Aa Jaa Re,
Mose Rahaa Nahin Jaaye 2
Main Morani Mar Jaauungi

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Ho Duur Desh Se Aa Jaa Re

Get Your Free Hindi Lyrics Update