From the movie Shakti the song Hum Tum Mile Male is sung by Adnan Sami. Enjoy the Hindi lyrics of Hum Tum Mile Male while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Mm Hm Hm, Hey Eh, Aa Ha Ha, Ho Ho
La La La, La La La La La
Mm, Eh Hey Hey, La La La La
(Hum Tum Mile Yun Pyaar Mein
Mitne Lagi Tanhaaiyaan) 2
Ab Hai Nahin Kuch Faasle 2
Bas Pyaar Hi Hai Darmiyaan
Hum Tum Mile Yun Pyaar Mein
Mitne Lagi Tanhaaiyaan
Kismat Mein Hi Tha Tumse Milna
Pyaar Bana Pyaara Bahaana
Ho, Mohabbat Nigaahon Mein Palne Lagi
Tujhe Zindagi Kehke Bulaane Lagi
Meri Priya, Meri Priya, O Meri Priya
Hum Tum Mile Yun Pyaar Mein
Mitne Lagi Tanhaaiyaan
Duniya Rahegi Jab Tak Ae Hamdam
Yunhi Rahenge Tere Sada Hum
Ho, Mohabbat Duaayein Karne Lagi
Saaton Janam Yeh Maangne Lagi
Tujhe Priya, Meri Priya, O Meri Priya Oh
Hum Tum Mile Yun Pyaar Mein
Mitne Lagi Tanhaaiyaan
Ab Hai Nahin Kuch Faasle 2
Bas Pyaar Hi Hai Darmiyaan, Ho
Hum Tum Mile Yun Pyaar Mein
Mitne Lagi Tanhaaiyaan
Mm Hm Hm, Hey Eh, Aa Ha Ha, Ho Ho
La La La, La La La La La
Mm, Eh Hey Hey, La La La La 2