From the movie Humko Deewana Kar Gaye the song Humko Deewana Kar Gaye Slow is sung by Sonu Nigam. Enjoy the Hindi lyrics of Humko Deewana Kar Gaye Slow while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Ishq Mein Laakhon Gham Ishq Na Karna Tum
Ishq Hai Ek Saza
Ishq Ki Galiyon Mein Aah Na Bharna Tum
Ishq Hai Ek Saza
Keh Rahi Hai Dil Ki Lagi, Bin Tumhaare Kya Zindagi
Gham Na Uthaate To Achha Tha
Khud Ko Sataate To Achha Tha
Tu Ab Na Kehke Jaana Humko Begaana Kar Gaye
Tu Ab Na Kehke Jaana Humko Begaana Kar Gaye
Posted By : Mastani Laila