From the movie Censor the song Is Tarah Dekho Na Humko is sung by Alka Yagnik And Udit Narayan. Enjoy the Hindi lyrics of Is Tarah Dekho Na Humko while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Female
Laa La La Laa, La La La Laa La La Laa
Male
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana 2
Ek Nasha Chhaaya Hai Hum Par 2
Hosh Mein Humko Na Laana
Female
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Ek Nasha Chhaaya Hai Hum Par 2
Hosh Mein Humko Na Laana
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Male
Shonkh Nazar Yeh Mast Adaayein, Inpe Aa Marjaaye Hum
Is Haseen Mahaul Se Bachkar, Bolo Kyoon Ghar Jaaye Hum
Yun Bahek Jaane Do Dil Ko, Humko Na Kuch Yaad Rahe
Aaj Dil Kuch Maang Raha Hai, Aaj Na Humse Sharmaana
Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar 2
Hosh Mein Humko Na Laana
Female
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Tere Dil Mein Kya Kya Kuch Hai, Humne Sab Kuch Jaan Liya
Tu Hai Ek Awaara Baadal, Humne Tujhe Pehchaan Liya
Yun Na Bahek Tu Hosh Mein Aa Re, Baat Na Kar Aisi Vaisi
Jhel Na Paayega O Pagle, Meri Nazron Ka Nishaana
Ek Nasha Chhaaya Hai Hum Par
Hosh Mein Humko Na Laana
Male
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Female
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Male
Oh, Ek Nasha Chhaaya Hai Hum Par
Female
Ek Nasha Chhaaya Hai Hum Par
Both
Hosh Mein Humko Na Laana
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Male
Is Tarah Na Muskuraana
Female
Is Tarah Na Muskuraana