From the movie Aaj Aur Kal the song Itani Haseen Itani is sung by Mohammad Rafi. Enjoy the Hindi lyrics of Itani Haseen Itani while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Itani Haseen Itani Jawaan Raat Kya Kare 2
Jaage Hain Kuchh Ajeeb Se Jazbaat Kya Kare
Itani Haseen Itani Jawaan Raat Kya Kare
Saanson Mein Ghul Rahi Hai Kissi Saans Ki Mahek 2
Daaman Ko Chhoo Raha Hai Koyi Haath Kya Kare 2
Itani Haseen Itani Jawaan Raat Kya Kare
Shaayad Tumhaare Aane Se Ye Bhed Khul Sake 2
Hairaan Hain Ki Aaj Nayi Baat Kya Kare 2
Itani Haseen Itani Jawaan Raat Kya Kare