From the movie Love In Tokyo the song Jaapan Love In Tokyo is sung by Moh. Rafi. Enjoy the Hindi lyrics of Jaapan Love In Tokyo while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Jaapaan Love In Tokyo 2
Le Gayi Dil Gudiya Jaapaan Ki 2
Paagal Mujhe Kar Diya 2
Jaapaan Love In Tokyo ...
Ye To Shahar Mastaana Jiska Andaaz Maashooqaana
Deta Hai Pyaar Ka Paimaana Karta Hai Sabko Deewana 2
Le Gayi Dil ...
Dekho Vo Gori Gori Raahen Hamko Ishaare Se Bulaayen
Kitni Rangeen Hain Fizaayen Jaapaani Pariyaan Muskaraayen 2
Le Gayi Dil ...
Naache Har Mod Par Jawaani Kehti Hai Pyaar Ki Kahaani
Aayi Vo Kaibare Ki Raani Jiski Ada Mein Zindagaani 2
Le Gayi Dil ...