From the movie Pankh the song Jala Ji Jala, Jala Ruh Jala is sung by Sunidhi Chauhan. Enjoy the Hindi lyrics of Jala Ji Jala, Jala Ruh Jala while listening to the song on your favorite YouTube video below.
(Jala Ji Jala, Jala Ruh Jala) 2
(Saanson Mein Aahein Jala) 2
Jala Ji Jala, Jala Ruh Jala
Jala, Jalana Sikha Bujhana Sikha, Aankhon Ko Tune Chalna Sikha
Pankh Ke Hawaao Mein Udana Sikha Girana Sikha
(Jala Ji Jala, Jala Ruh Jala) 2
(Saanson Mein Aahein Jala) 2
Leharon Mein Kashti Dubota Chala
Saahil Mein Aag Lagaata Chala
Maajhi Ke Saaye Gujarta Chala
Kabhi Bujhata Chala, Kabhi Jalta Chala
Jism Ki Raah Badalta Chala
Khaabon Mein Khwaaish Pighalta Chala, Chala, Chala
(Jala Ji Jala, Jala Ruh Jala) 2
(Saanson Mein Aahein Jala) 2