Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Jo Jaam Se Peeta Hoon

From the movie Tum Se Achcha Kaun Hain the song Jo Jaam Se Peeta Hoon is sung by Sonu Nigam And Tauseef Akhtar. Enjoy the Hindi lyrics of Jo Jaam Se Peeta Hoon while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Male 1
Aa Main Kadhe Ki Gali Mein Jaana Chhod Diya
Jab Se Dekha Usse Sheeshe Ka Jaam Tod Diya
Jo Jaam Se Peeta Hoon
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hai 2
Utar Jaati Hai, Utar Jaati Hai 2
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hai
Utar Jaati Hai, Utar Jaati Hai
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai 2
Chad Jaati Hai, Chad Jaati Hai 2
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hai
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai
Mastaana Yaar Tauba, Hasti Bahaar Tauba
Voh Chupke Vaar Tauba, Nazron Ki Maar Tauba
Chhaaye Khumaar Tauba, Aaye Qaraar Tauba
Dil Jaaye Haar Tauba, Ho Jaaye Pyaar Tauba
Na Poochh Yaar Mohabbat Ka Nasha Kaisa Hai
Koi Din Raat Khayaalon Mein Basa Rehta Hai
Badi Haseen Is Mein Shyaam O Saher Hoti Hai
Na Dard O Gham Ki Na Duniya Ki Khabar Hoti Hai

Male 2
Aa Aa Aa, Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa

Male 1
Yeh Bekhudi To Zindagi Mahekaati Hai
Mahekaati Hai, Mahekaati Hai
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai 2
Chad Jaati Hai, Chad Jaati Hai 2
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hai
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai
Hm, Zulfon Ki Badaliyon Mein, Raaton Mein Hai Nasha
Mehboob Ki Ada Mein, Baaton Mein Hai Nasha
Dildaar Ki Sharaabi Aankhon Mein Hai Nasha
Honton Ki Surkhiyon Mein, Saanson Mein Hai Nasha
Gulaabi Narm Se Honton Ko Choomke Dekho
Kisi Ki Madhbhari Baahon Mein Jhoomke Dekho
Deewane Pyaar Ka Aisa Suroor Chhaayega
Tujhe Zameen Pe Bhi Jannat Ka Maza Aayega

Male 2
Aa Aa Aa, Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa

Male 1
Yeh Mekashi To Aashiqui Sikh Laati Hai
Sikh Laati Hai, Sikh Laati Hai
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai 2
Chad Jaati Hai, Chad Jaati Hai 2
Jo Jaam Se Peeta Hoon Utar Jaati Hai 2
Utar Jaati Hai, Utar Jaati Hai 2
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai 2

Chorus
Jo Aankh Se Peeta Hoon To Chad Jaati Hai 4

Male 1
Aa Aa Aa, Aa Aa Aa Aa Aa

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Jo Jaam Se Peeta Hoon

Get Your Free Hindi Lyrics Update