Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Kaan Ke Neeche

From the movie Chor Machaaye Shor the song Kaan Ke Neeche is sung by Vinod Rathod, Anuradha Sriram. Enjoy the Hindi lyrics of Kaan Ke Neeche while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Dil Tera Hai Deewana, Tu Meri Hai Deewani
Main Aashiq Hoon Mastaana, Duniya Se Tu Begaani
Haan Apni Mohabbat Mein Aaye Koi, Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Haan Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga, Kharcha Paani Usko De Daaloonga
Haan Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga
Arre Kharcha Paani Usko De Daaloonga, Haan

Hey, Love Ka Yeh Pehla Kadam Hai, Sang Tere Jeena Sau Sau Janam Hai
Deewaare Hazaaron Sanam Hain
Main Teri Hoon Tu Mera, Phir Kya Gham Hai
Deewaare Hazaaron Sanam Hain, Main Teri Hoon Tu Mera, Phir Kya Gham Hai
Kabaab Mein Haddi Ban Jaaye Koi, Laal Rang Ka Signal Dikhaaye Koi
Ho Laal Rang Ka Signal Dikhaaye Koi
Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga, Kharcha Paani Usko De Daaloonga
Re Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga
Arre Kharcha Paani Usko De Daaloonga

Ishq Ke Aalam Mein Kya Hota Hai, Bas Pyaar Mein Yeh Dil Jaage Na Sota Hai
Arre Ghoorke Jo Dekhe Teri Jaana Ko, Voh Aaj Kya Umr Bhar Rota Hai
Arre Ghoorke Jo Dekhe Teri Jaana Ko
Voh Aaj Kya Umr Bhar Rota Hai, Phoolon Mein Kaanta Aaye Koi
(Heeron Ko Jhaansa De Jaaye Koi) 2
Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga, Kharcha Paani Usko De Daaloonga
Haan Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga
Kharcha Paani Usko De Daaloonga
Dil Tera Hai Deewana, Tu Meri Hai Deewani
Main Aashiq Hoon Mastaana, Duniya Se Tu Begaani

Haan Apni Mohabbat Mein Aaye Koi,. Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Haan Beech Mein Har Pal Sataaye Koi
Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga, Kharcha Paani Usko De Daaloonga
Oye Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga, Arre Kharcha Paani Usko De Daaloonga
Haan Kaan Ke Neeche Baja Daaloonga, Kharcha Paani Usko De Daaloonga

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Kaan Ke Neeche

Get Your Free Hindi Lyrics Update