From the movie Pyaar Kiya Nahin Jaata the song Kabhi Socha Na Tha Maine is sung by Sonu Nigam And Sonali Vajpayee. Enjoy the Hindi lyrics of Kabhi Socha Na Tha Maine while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Male
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Female
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Male
Aaj Mujhko Laga Baat Kuch Hai Zuroor
Paas Kitne Ho Tum Jab Hue Mujhse Door
Female
Beqaraari Hai Kyoon, Yeh Khumaari Hai Kyoon
Kyoon Pareshaan Hai, Kyoon Yeh Armaan Hai
Male
Tum Kya Gaye Ho Jaanam, Sang Le Gaye Bahaar 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Sach Kahoon Pyaar Kya Hai Main Nahin Jaanta Tha
Pyaar Ki Baatein Sach Hai, Main Nahin Maanta Tha
Female
Kya Mujhe Ho Raha Hai, Kya Mera Kho Raha Hai
Mujhko Ehsaas Hai, Kya Meri Pyaas Hai
Male
Tu Nahin Paas Mere, Hai Tera Intezaar 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Female
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar 2
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Male
Kabhi Socha Na Tha Maine