Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Kitna Pyaara Tuhje

From the movie Raja Hindustani the song Kitna Pyaara Tuhje is sung by Udit Narayan And Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Kitna Pyaara Tuhje while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Male
Jee Kare Dekhta Rahoon

Female
Kya

Male
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon

O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon

Female
Tu Hai Paagal Tu Hai Joker
Tu Hai Dilbar Jaani

Tu Hai Paagal Tu Hai Joker
Tu Hai Dilbar Jaani

Sabse Pyaara Mera Yaara
Raja Hindustani

Male
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon
O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon

Ambar Se Aayi Hai Pariyon Ki Raani
Dekh Jise Hoti Hai Sabko Hairaani
Ho Ambar Se Aayi Hai Pariyon Ki Raani
Dekh Jise Hoti Hai Sabko Hairaani

Sundar Sa Mukhda Hai Phoolon Ke Jaisa
Hoga Na Duniya Mein Koi Aisa

Female
Kitna Seedha Kitna Sachcha
Mera Raja Kitna Achchha

Mujhko To Achchhi Lagti Hai
Teri Har Nadaani
Mujhko To Achchhi Lagti Hai
Teri Har Nadaani

Sabse Pyaara Mera Yaara
Raja Hindustani

Male
O Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon
O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon

Koyal Ke Jaisi Hai Teri Ye Boli
Moorat Ke Jaisi Hai Soorat Ye Bholi
O Koyal Ke Jaisi Hai Teri Ye Boli
Moorat Ke Jaisi Hai Soorat Ye Bholi

Baaghon Mein Jaao Na Dil Mera Ghabraaye
Peiron Mein Kaanta Koi Hay Na Chubh Jaaye

Female
Main Deewani Ho Na Jaoon
Teri Baton Mein Kho Na Jaoon

Udta Baadal Behta Paani
Bole Rut Mastaani
Udta Baadal Behta Paani
Bole Rut Mastaani

Male
Kya

Female
Sabse Pyaara Mera Yaara
Raja Hindustani

Male
Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
O Kitna Sona Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon

Female
Tu Hai Paagal Tu Hai Joker
Tu Hai Dilbar Jaani

Sabse Pyaara Mera Yaara
Raja Hindustani

Male
O Kitna Pyaara Tujhe Rab Ne Banaaya
Jee Kare Dekhta Rahoon
Jee Kare Dekhta Rahoon

Female
Joker.

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Kitna Pyaara Tuhje

Get Your Free Hindi Lyrics Update