Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Koi Gaata Main So Jaata

From the movie Aalaap the song Koi Gaata Main So Jaata is sung by Yesudas. Enjoy the Hindi lyrics of Koi Gaata Main So Jaata while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Koi Gaata Main So Jaata 2

Sansriti Ke Vistrit Saagar Mein
Sapanon Ki Nauka Ke Andar
Dukh Sukh Ki Laharon Mein Uth Gir
Bahata Jaata, Main So Jaata

Aankho Mein Lekar Pyaar Amar
Aashish Hatheli Mein Bhar Kar
Koi Mera Sar Godi Mein Rakh
Sahalaata, Main So Jaata

Mere Jivan Ka Kaaraajal
Mere Jivan Ka Haalaahal
Koi Apane Svar Mein Madumay Kar
Doharaata Main So Jaata

Koi Gaata Main So Jaata

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Koi Gaata Main So Jaata

Get Your Free Hindi Lyrics Update