From the movie Bas Itna Sa Khwaab Hai the song Kuch Aisa Jahan is sung by Alka Yagnik And Shaan. Enjoy the Hindi lyrics of Kuch Aisa Jahan while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Female
(Kuch Aisa Jahan Hum Banaaye
Jahan Pehla Ho Har Voh Nazaara) 2
Pehla Saawan Ka Baadal
Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Bhawra Voh Paagal
Male
Jahan Pehla Pyaar Ho
(Kuch Aisa Jahan Hum Banaaye
Jahan Pehla Ho Har Voh Nazaara) 2
Pehla Saawan Ka Baadal
Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Bhawra Voh Paagal
Female
Jahan Pehla Pyaar Ho
Male
Hmm, Pehli Kali Ne Pehli Ghata Se
Kya Kaha Hai Sun Zara
Baarish Ki Pehli Boonde Tum
Sooraj Ki Pehli Kirne Tum
Aur Mera Pehla Pehla Pyaar Tum
Female
Na Na Na Na, La La La La, La La La La La
Both
La La La La
Male
Kuch Aisa Jahan Hum Banaaye
Jahan Pehla Ho Har Voh Nazaara
Female
Kuch Aisa Jahan Hum Banaaye
Jahan Pehla Ho Har Voh Nazaara
Male
Pehla Saawan Ka Baadal
Pehla Lehraata Aanchal
Pehla Bhawra Voh Paagal
Both
Jahan Pehla Pyaar Ho
Male
Eh Hey Hey, Eh
Female
Mm, Pehli Tamanna, Pehli Voh Khwaaish
Tu Hi Tu Hai Jaan Meri
Pyaar Ka Pehla Vaada Tum
Aankhon Ka Pehla Sapna Tum
Aur Khushi Ka Pehla Pehla Aansu Tum
Male
Na Na Na Na, Na Na Na Na
Hey Hey Eh Hey Hey, Aah Aah Haa
Female
Kuch Aisa Jahan Hum Banaaye
Jahan Pehla Ho Har Voh Nazaara
Male
Kuch Aisa Jahan Hum Banaaye
Jahan Pehla Ho Har Voh Nazaara
Pehla Saawan Ka Baadal
Female
Pehla Lehraata Aanchal
Male
Pehla Bhawra Voh Paagal
Female
Jahan Pehla Pyaar Ho
Both
Oh