From the movie Kucch To Hai the song Kya Pyaar Karoge Mujhse is sung by Sonu Nigam, Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Kya Pyaar Karoge Mujhse while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Dil Mera Pooch Raha Hai Tujhse
Kya Pyaar Karoge Mujhse Mujhse
Dil Mera Pooch Raha Hai Tujhse
Kya Pyaar Karoge Mujhse Mujhse
Hasti Hai Aise Tu Hasti Hai
Jaise Baharon Mein Khilti Kali
Lagti Hai Tu Mujhko Lagti Hai
Thodi Thodi Manchali
Pehle Se Main Tujhpe Marta Tha
Kehne Se Darta Tha Yeh Daastan
Aankhon Mein Khwaabon Mein Neendon Mein
Tu Thi Basi O Jaanejaan
Dhadkan Pooch Rahi Hai Tujh Se
Kya Pyaar Karoge Mujhse Mujhse
Ek Pal Mein Na Jaane Na Jaane
Barson Ka Afsana Kaise Bana
Anjana Kal Tha Jo Anjana
Aashiq Mera Baan Gaya
Saanson Ke Ghar Mein Basaoongi
Khushboon Bana Ke Main Tujh Ko Sanam
Chaahoongi Tujhko Hi Chahoongi
Main Ne To Lee Hai Kasam
Chaahat Pooch Rahi Hai Tujhse
Kya Pyaar Karoge Mujhse Mujhse
Dil Mera Pooch Raha Hai Tujhse
Kya Pyaar Karoge Mujhse Mujhse