From the movie Aapka Abhijeet Sawant (Album) the song Kya Tujhe Pata Hain Main is sung by Abhijeet Sawant, Rahul Vaidya. Enjoy the Hindi lyrics of Kya Tujhe Pata Hain Main while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Cant Get You Out Of Hea Its So Bad
I Cant Get You Out Of Hea Its So Bad
(Kya Tujhe Pata Hain Main Tujhe Kitna Pyar Karta Hu
Har Ghadi Jaane Jana Tera Intejaar Karta Hu
Kehti Hain Betaabiyan Aa Meeta De Tanhai) 2
Kya Tujhe Pata Hain Main Tujhe Kitna Pyar Karta Hu
Har Ghadi Jaane Jana Tera Intejaar Karta Hu
(I Wanna Tell You My Love
Theres Something You Should Know
I Cant Get You Out Of My Head Its So Bad
Never Gonna Let You Go) 2
(Raat Bhar Meri Aankhon Main Khwab Banke Tu Aati Hain
Tanha Mere Khayalo Ko Chedke Chali Jaati Hain) 2
Ho Dhadkan Dhadkan Jaane Hain Ke Main Hu Tera Saidaai
Kya Tujhe Pata Hain Main Tujhe Kitna Pyar Karta Hu
Har Ghadi Jaane Jana Tera Intejaar Karta Hu
Ho Kehti Hain Betaabiyan Aa Meeta De Tanhai
Kya Tujhe Pata Hain Main Tujhe Kitna Pyar Karta Hu
Har Ghadi Jaane Jana Tera Intejaar Karta Hu
Hey Hey Hey Lalala La 2
(Dooba Dooba Main Rehta Hu Ajnabi Se Ahsaason Main
Khushbuain Teri Aati Hain Aati Jaati In Saanson Main) 2
Ho Yaadon Ke Aaine Main Sirf Tu Nazar Aayi
Kya Tujhe Pata Hain Main Tujhe Kitna Pyar Karta Hu
Har Ghadi Jaane Jana Tera Intejaar Karta Hu
Ho Kehti Hain Betaabiyan Aa Meeta De Tanhai
Kya Tujhe Pata Hain Main Tujhe Kitna Pyar Karta Hu
Har Ghadi Jaane Jana Tera Intejaar Karta Hu
Cant Get You Out Of Hea Its So Bad
I Cant Get You Out Of Hea Its So Bad 5