Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Kyon Ki Itna Pyar

From the movie Kyon Ki the song Kyon Ki Itna Pyar is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Kyon Ki Itna Pyar while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham 2
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Hamare Dil Ki Tum Thodi Si Kadar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Tune O Jaana Deewana Kiya Hain
Deewana Kiya Is Kadar 2
Chahat Mein Teri Bhulaya Jahaan Ko
Na Dil Ko Kisiki Khabar 2
Rago Mein Mohabbat Ka Ehsaas Jara Bhar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Tumse Hain Saansein Tumse Hain Dhadkan
Tumhise Hain Deewangi 2
Rab Ne Hame Di Hain Tumhare Liye Zindagi
Tumhare Liye Zindagi
Wada Sang Jeene Ka Tum Jaane Jigar Kar Lo
Ham Tumpe Marte Hain Thodisi Fikar Kar Lo
Fikar Kar Lo
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham
Kya Jaan Loge Hamari Sanam
Kyon Ki Itna Pyar Tumko Karte Hain Ham

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Kyon Ki Itna Pyar

Get Your Free Hindi Lyrics Update