Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Kyon Mujhko Darane Laga

From the movie Wajahh A Reason To Kill the song Kyon Mujhko Darane Laga is sung by Shreya Ghoshal. Enjoy the Hindi lyrics of Kyon Mujhko Darane Laga while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Kyon Mujhko Daraane Laga
Sapna Koyi
Maano Door Jaane Laga
Apna Koyi
Eh Dil Bata Kahan Se Utha
Woh Aag Kahan Lagi
Kyon Mujhko Daraane Laga
Sapna Koyi
Maano Door Jaane Laga
Apna Koyi

Zindagi Hai Yeh Kya
Bebasi Ke Siwa
Zindagi Hai Yeh Kya
Bebasi Ke Siwa
Kis Se Karke Wafa Ab Karein Hum Yahaan
Kyon Mujhko Sataane Laga
Sapna Koyi
Maano Door Jaane Laga
Apna Koyi

Pyaar Jin Se Kiya
Woh Hi Samjhe Nahin
Pyaar Jin Se Kiya
Woh Hi Samjhe Nahin
Kisko Dil Ki Sada Ab Sunaaye Yahaan
Kyon Mujhko Rulaane Laga
Sapna Koyi
Maano Door Jaane Laga
Apna Koyi
Eh Dil Bata Kahan Se Utha
Woh Aag Kahan Lagi
Kyon Mujhko Daraane Laga
Sapna Koyi
Maano Door Jaane Laga
Apna Koyi

Posted By : Mastani Laila

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Kyon Mujhko Darane Laga

Get Your Free Hindi Lyrics Update