Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Main Tere Khwaabon Mein

From the movie Kuch Dil Ne Kaha the song Main Tere Khwaabon Mein is sung by Udit Narayan. Enjoy the Hindi lyrics of Main Tere Khwaabon Mein while listening to the song on your favorite YouTube video below.

(Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga) 2
Teri Bindiya, Teri Paayal
Teri Nindiya, Tera Kaajal
Sab Kuch Churaake Le Jaaoonga
Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga
Teri Bindiya, Teri Paayal
Teri Nindiya, Tera Kaajal
Sab Kuch Churaake Le Jaaoonga
Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga
Teri Marzi Na Ho To Paas Nahin Aaoonga
Paas Chala Aaoonga To Door Nahin Jaaoonga
Haan, Teri Marzi Na Ho To Paas Nahin Aaoonga
Paas Chala Aaoonga To Door Nahin Jaaoonga, Ho
Tere Nakhre, Tera Gussa
Tere Jhumke, Tera Thumka
Sab Kuch Churaake Le Jaaoonga
Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga
Teri Bindiya, Teri Paayal
Teri Nindiya, Tera Kaajal
Sab Kuch Churaake Le Jaaoonga
Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga
Husn Pe Apne Tujhko Kitna Guroor Hai
Haan Tu Jawaani Ki Masti Mein Choor Hai
Haan, Husn Pe Apne Tujhko Kitna Guroor Hai
Haan Tu Jawaani Ki Masti Mein Choor Hai, Ho
Tera Hasna, Tera Rona
Tera Jagna, Tera Sona
Sab Kuch Churaake Le Jaaoonga
Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga
Teri Bindiya, Teri Paayal
Teri Nindiya, Tera Kaajal
Sab Kuch Churaake Le Jaaoonga
Main Tere Khwaabon Mein Chala Aaoonga
Main Teri Raaton Ko Jaga Jaaoonga

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Main Tere Khwaabon Mein

Get Your Free Hindi Lyrics Update