Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Maine Jisko Chaha

From the movie Fida the song Maine Jisko Chaha is sung by Alisha Chinoy And Sonu Nigam. Enjoy the Hindi lyrics of Maine Jisko Chaha while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Movie

All Songs From The Movie

Singers

Maine Jisko Chaaha Mil Gaya
Chain Jab Se Aaya Dil Gaya
Dekhke Tumhaari Yeh Ada
Jaaneman Hui Main To Fida

Maine Jisko Chaaha Mil Gaya
Chain Jab Se Aaya Dil Gaya
Dekhke Tumhaari Yeh Ada
Jaaneman Hua Main To Fida

Mujhe Kar De Paagal Yeh Aankhon Ka Kaajal
Deewaana Kare Yeh Hansi
Teri Uthti Jhukti Yeh Qaatil Nigaahein
Sikhaane Lagi Aashiqui

Mujhe Jhoomne De Tujhe Choomne De
Hai Mauka Bada Dilnasheen

Bekhabar Tujhe Na Yeh Pata
Mere Ishq Ka Hai Yeh Nasha

Maine Jisko Chaaha Mil Gaya
(La La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La) 2

Mohabbat Hoon Main Mujhko Lab Se Laga Le
Bujha Le Tu Dhadkan Ki Pyaas
Gulaabon Ke Saaye Khayaalon Pe Chhaaye
Na Kaanta Koi Aas Paas

Tera Ishq Dil Mein Chubhe Lamha Lamha
Tu Jaan Meri Main Teri Saans

Rang Aisa Chhalka Pyaar Ka
Yeh Zamaana Saara Hil Gaya
Maine Jisko Chaaha Mil Gaya

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Maine Jisko Chaha

Get Your Free Hindi Lyrics Update