Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Meri Saanson Mein Samaaye

From the movie Soldier the song Meri Saanson Mein Samaaye is sung by Sonu Nigam. Enjoy the Hindi lyrics of Meri Saanson Mein Samaaye while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Meri Saanson Mein Samaaye, Mujhe Seene Se Lagaaye
Hey Meri Saanson Mein Samaaye, Mujhe Seene Se Lagaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, Ae Jaanam, O Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Ae Meri Saanson Mein Samaaye, Ho Mujhe Seene Se Lagaaye
Ae Meri Saanson Mein Samaaye, Mujhe Seene Se Lagaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, Jaanam, Ae Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Meetha Sa Dard Hai, Thoda Sa Hosh Hai
Anjaani Pyaas Hai, Milna Ka Josh Hai
Sab Se Haseen Voh Nagina, Aayegi Paas Voh Haseena
Uska Deedaar Main Karoonga, Ji Bhar Ke Pyaar Main Karoonga
Mujhe Aise Tadpaaye, O Mujhe Vaise Bahekaaye
O Mujhe Aise Tadpaaye, Mujhe Vaise Bahekaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, O Jaanam, Hey Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Khushboo Hai Phool Ki, Saazon Ki Raagini
Main Uska Chaand Hoon, Voh Meri Chaandni
Voh Mera Chain Meri Jaan Hai, Voh Mere Pyaar Ka Jahan Hai
Voh Mere Rang Mein Dhalegi, Voh Mere Sang Bhi Chalegi
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye, Ho Meri Neendon Ko Churaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye, Meri Neendon Ko Churaaye
Mera Dil Dhadkaaye, Mere Hosh Udaaye
Ho, Ae Jaanam, O Jaanam
Aayegi, Aayegi, Aayegi Jaanam
Hey Jaanam, Jaanam, O Jaanam, Hey Jaanam

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Meri Saanson Mein Samaaye

Get Your Free Hindi Lyrics Update