From the movie Ghunghat the song Mori Chham Chham Baaje is sung by Lata Mangeshkar. Enjoy the Hindi lyrics of Mori Chham Chham Baaje while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Mori Chham Chham Baaje Paayaliya 2
Aaj Mile Hai More Saanwariya 2
Mori Chham Chham Baaje
Badi Muddat Mein Dil Ke Sahaare Mile Aaj Doobe Huon Ko Kinaare Mile 2
Kabhi Muskaaye Mann,Kabhi Sharmaay Mann
Kabhi Nainon Ki Chhalake Gaagariya
Mori Chham Chham Baaje
Chaand Taaron Ke Gahene Pahena Do Mujhe Koi Aa Ke Dulhaniya Bana Do Mujhe 2
Nahin Bas Mein Jiyaa, Kaisaa Jaadoo Kiyaa
Piyaa Aaj Huee Re Main To Baawariyaa
Mori Chham Chham Baaje
Posted By: P U R N I M A