Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Na Phoolon Ki Duniya

From the movie Saaz Aur Awaaz the song Na Phoolon Ki Duniya is sung by Lata Mangeshkar, Chorus. Enjoy the Hindi lyrics of Na Phoolon Ki Duniya while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Aa Aa Aa

Na Phoolon Ki Duniyaa, Na Taaron Ki Duniya
Ye Hai Bas Khayaal E Bahaaron Ki Duniya

Yahaan Mast Nazarein Behakne Ko Tarse
Umangon Bhare Dil Dhadakne Ko Tarse
Ye Hai Pyaar Ke Besahaaron Ki Duniya

Yahaan Gam Hai Laakhon, Masarrat Nahi Hai
Tadapne Ki Lekin Ijaazat Nahi Hai
Ye Hai Ishq Ke Beqaraaron Ki Duniya

Na Phoolon Ki Duniyaa, Na Taaron Ki Duniya
Ye Hai Bas Khayaal E Bahaaron Ki Duniya

Aa Aa Aa

Paayaliya Baawari Baaje
Paayaliya Mori Jhanan Jhanan
Jhan Jhananan Baaje Aa Aa
Paayaliya Baawari Baaje ...

Aa Aa Aa

Aaj Sakhi More Pee Ghar Aaye, Aa Aa Aa
Aaj Sakhi More Pee Ghar Aaye
Dekh Dekh Chhab Jiyara Jaaye
Baar Baar Mora Mann Lehraaye
Paayaliya Baawari Baaje ...

Saat Suron Ke Deep Jalaake, Aa Aa Aa
Saat Suron Ke Deep Jalaake
Prem Been Ki Dhun Par Gaake
Aaj Naachun Main Piya Ko Paake
Paayaliya Baawari Baaje ...

Aa Aa Aa

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Na Phoolon Ki Duniya

Get Your Free Hindi Lyrics Update