Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Nazron Ka Yarana

From the movie Rok Sako To Rok Lo the song Nazron Ka Yarana is sung by Shaan, Sunidhi Chauhan. Enjoy the Hindi lyrics of Nazron Ka Yarana while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Male
Hey Hey Hey Hey Hey
Nazron Ka Yaaraana Banaaye Mann Mera Deewaana
Dil Se Dil Takraana Jhoome Yeh Tan Mera Mastaana
Main To Tha Bekhabar, Milke Tujhse Magar
O Rabba Haai Rabba, O Rabba Haai Rabba
O Rabba Haai Rabba, Dil Gaya
Nazron Ka Yaaraana Banaaye Mann Mera Deewaana
Main To Tha Bekhabar, Milke Tujhse Magar
O Rabba Haai Rabba, O Rabba Haai Rabba
O Rabba Haai Rabba, Dil Gaya
Nazron Ka Yaaraana Banaaye Mann Mera Deewaana
(Kadmon Mein Masti Ke Mausam Liye
Tum Jo Mere Paas Aaye) 2

Female
Khushboo Ki Sheeshi Giri Haath Se
Kaisi Mahek Khulti Jaaye
Yeh Chaman Loot Loon

Male
Pyaar Ke Ghoot Loon
O Rabba Haai Rabba, O Rabba Haai Rabba
O Rabba Haai Rabba, Dil Gaya

Both
Nazron Ka Yaaraana Banaaye Mann Mera Deewaana
Woah Woah Woah, Woah Woah Woah, Woah Woah Woah

Female
(Ab Tak Kahan The Mere Hamsafar
Bolo Kahan Tum Chhupe The) 2

Male
Hum To Teri Aarzoo Mein Sanam
Har Do Kadam Pe Ruke The
Ab Mujhe Thaam Lo

Female
Bas Mera Naam Lo
O Rabba Haai Rabba, O Rabba Haai Rabba
O Rabba Haai Rabba, Dil Gaya

Male
Nazron Ka Yaaraana Banaaye Mann Mera

Female
Deewaana
Dil Se Dil Takraana Jhoome Yeh Tan Mera

Male
Mastaana
Main To Tha Bekhabar, Milke Tujhse Magar
O Rabba Haai Rabba, O Rabba Haai Rabba
O Rabba Haai Rabba, Dil Gaya Hey

Both
Nazron Ka Yaaraana Banaaye Mann Mera Deewaana

Male
O Rabba Haai Rabba

Chorus
Rabba Rabba

Male
O Rabba Haai Rabba

Chorus
Rabba Rabba

Male
O Rabba Haai Rabba

Chorus
Rabba Rabba

Male
Dil Gaya

Chorus
Rabba Rabba

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Nazron Ka Yarana

Get Your Free Hindi Lyrics Update