From the movie Silsila the song Neela Aasmaan So Gaya Male is sung by Amitabh Bachchan. Enjoy the Hindi lyrics of Neela Aasmaan So Gaya Male while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Neela Aasmaan So Gaya 2
La Ra La Ra La, La La La La
La Ra La Ra La, La La Ra La Ho
Neela Aasmaan So Gaya
O Ho, Ons Barse Raat Bheege Honth Tharraaye
Dhadkane Kuchh Kehna Chaahe Keh Nahin Paaye
Hawa Ka Geet Madhyam Hai 2
Samay Ki Chaal Bhi Kam Hai
Neela Aasmaan So Gaya 2
O, Meri Baahon Mein Sharmate Lajaate Aise Tum Aaye
Ki Jaise Baadlon Mein Chaand Dheere Dheere Aa Jaaye
Yeh Tanhaayi Yeh Main Aur Tum 2
Zameen Bhi Ho Gayi Gumsum
Neela Aasmaan So Gaya 2
La Ra La Ra La, La La Ra La
La Ra La Ra La, La La Ra La Ho
Neela Aasmaan So Gaya