From the movie Deewana the song Paayaliya, Oh Ho Ho Ho is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. Enjoy the Hindi lyrics of Paayaliya, Oh Ho Ho Ho while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Male
Paayaliya, Oh Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Chorus
(Jind Maahiya, Jind Maahiya
Jaana Main Jaana Tere Saath Ve
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Haathon Mein Le Le Mera Haath Ve) 2
Male
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Teri Paayaliya Shor Machaaye, Neend Churaaye
Hosh Udaaye, Mujhko Paas Bulaaye, O Rabba Ho
Female
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Paayaliya Geet Sunaaye, Sargam Gaaye
Preet Jagaaye, Tujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
Male
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Female
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Male
(Aankhon Mein Tere Sapne, Honton Pe Teri Baat
Yeh Din To Kat Jaata Hai, Guzarti Nahin Raat) 2
Female
Hai, Kaise Main Sunaaoon Jiya Ka Tujhko Haal
Ke Yaad Nahin Mujhko Mahina Din Saal
Male
Saanson Se Baandhe Saanson Ka Bandhan
Teri Paayal Gori Mere Dil Ki Dhadkan
Female
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Paayaliya Geet Sunaaye, Sargam Gaaye
Preet Jagaaye, Tujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
Male
Teri Paayaliya Shor Machaaye, Neend Churaaye
Hosh Udaaye, Mujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
Female
(Meri Paayal Pe Likha Hai Deewane Tera Naam
Baahon Mein Teri Beete Ab Mere Subh O Shyaam) 2
Male
Jee Mera Kehta Hai Main Paayal Ban Jaaoon
In Gore Gore Pairon Ki Rangat Churaaoon
Female
Aisi Baaton Se Mujhko Darr Laage
Naazook Hote Hai Chaahat Ke Dhaage
Male
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho, Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Teri Paayaliya Shor Machaaye, Neend Churaaye
Hosh Udaaye, Mujhko Paas Bulaaye, O Rabba Ho
Female
Paayaliya Geet Sunaaye, Sargam Gaaye
Preet Jagaaye, Tujhko Paas Bulaaye, Rabba Ho
Male
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Female
Paayaliya, Ho Ho Ho Ho
Chorus
(Jind Maahiya, Jind Maahiya
Jaana Main Jaana Tere Saath Ve
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Haathon Mein Le Le Mera Haath Ve) 2
Female
Aah Aah Aah, Aah Aah...
Chorus
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Jaana Main Jaana Tere Saath Ve
Jind Maahiya, Jind Maahiya
Haathon Mein Le Le Mera Haath Ve