Logo

Our Latest Additions

Hindi Lyrics Of Saajan Ke Ghar Jaana Hai

From the movie Lajja the song Saajan Ke Ghar Jaana Hai is sung by Alka Yagnik, Richa Sharma, And Sonu Nigam. Enjoy the Hindi lyrics of Saajan Ke Ghar Jaana Hai while listening to the song on your favorite YouTube video below.

Movie

All Songs From The Movie

Singers

Female 1
Mehndi Lagaake Aayi

Female 2
Haai

Female 1
Bindiya Sajaake Aayi

Female 2
Oye Hoye Hoye Hoye

Female 1
Mehndi Lagaake Aayi, Bindiya Sajaake Aayi
Choodi Khankaake Aayi, Paayal Chhankaake Aayi
Ho, Ab Geet Milan Ke Gaana Hai

Chorus
Gaana Hai, Gaana Hai

Female 1
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai 3

Chorus
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai

Female 1
Haan, Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai 2

Female 2
Gudiya Patole The Meriyaan Nishaaniyaan
Yaadon Reh Jaaniyaan

Female 1
Bachpan Beeta Jawaani Aayi, Hoye
Bachpan Beeta Jawaani Aayi
Saajan Ka Sandesa Laayi
Saiyyaanji Ki Sej Ko Jaake
Phoolon Se Mahekaana Hai
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai 2
Haan Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai

Female 2
Jamdiyaan Mohe Piya To Paraaiyaan Ho Jaandiyaan
Piya Mar Jaaniyaan

Female 1
Pal Mein Naata Tod Chali Main, Hoye
Pal Mein Naata Tod Chali Main
Baabul Ka Ghar Chhod Chali Main
Ab To Piya Ke Des Mein
Saara Jeevan Mujhe Bitaana Hai
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai 2
Haan Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai
Oh Oh Oh, Aah Aah Aah Aah
Beti Ki Taqdeer Ka Likha, Haai
Beti Ki Taqdeer Ka Likha Padhke Mamta Royi
Kisi Ne Isko Janam Diya Aur Le Jaaye Ise Koi

Male
Ho, Sajdhajke Aaye Baaraati, Laaye Ghode Haathi
O, Teri Shaadi Ke Mauke Pe Milke Sehra Gaayenge
Sada Suhaagan Rahe Tu Banno, Tujhe Duaaein De Jaayenge
Aaj Ki Raina Hum Logon Ko Jhoom Jhoomke Gaana Hai
Oye Hoye!

Chorus
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai 2

Female 1
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai
Haan Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai
Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hai 2

Enjoy A YouTube Video With The Hindi Lyrics

Discuss The Hindi Lyrics Of Saajan Ke Ghar Jaana Hai

Get Your Free Hindi Lyrics Update