From the movie Saawariya the song Sawar Gayi is sung by Shreya Ghoshal. Enjoy the Hindi lyrics of Sawar Gayi while listening to the song on your favorite YouTube video below.
Sawar Sawar Gayi Main, Saawariya
Kabse Khadi Main Tori Atariya 2
Beet Na Jaaye O Raama Saari Umariyaan, O O Sawar Sawar Gayi Main
Sawar Gaye Chaand Sitaare Dekho, Sawar Gaye Saare Nazaarein Dekho
Dekho Gagan Pe Banake Badariyaan, Chamaki Teri Yaadon Ki Bijuriyaan
Tan Ko Jalaaye Thandi Bayariyaan 2
Beet Na Jaaye O Raama Saari Umariyaan
O O Sawar Sawar Gayi Main, Saawariya
Sawar Sawar Sawar Gayi Main......